Wednesday, 25 September 2013

The Best Heart Touching SMS Collection

The Best Heart Touching SMS Collection Definition

Source(Google.com.pk)
(1)
Sochtey Hai Seekh Le Hum Bhi Berukhi Karna,
Pyaar Nibhatey – Nibhatey Aaj Lagta Hai Humne,
Aapni hi Kadaar Kho-Di….!!

(2)
Kaise Gujharti hai Meri Har Ek Shaam Tere Bagair,
Agar Tu Dekhle To Kabhi Tanhaa Na Chhodtey Mujhe..!!

(3)
Khud hi Roye aur Ro kar Chup ho gaye,
Bas yehi Soch kar ki..
Aaj agar Koi Aapna hota to Rone nahi Detaa..!

(4)
Saanson ka Tutna to aam si Baat hai,
Mere Yaaron…
Jaha Aapne Badal Jaye,
Maut to Usey Kehtey hai..!!

(5)
Chaale Jayenge Ek Din Hum Tujhe Tere Haal pe Chod kar..,
E Sitaamgar…,
Kadaar Kya Hoti Hai Tuje Waqt Sikhaa Degaa..

(6)
Kya Naseeb Paya Hai Yaaron..
Wo Meri Duniya Thi Lekin Meri Kismaat Mein Nahi Thi,
Kaash..!
Ki Wo Meri Kuch Na Hoti Bas Meri Kismaat Mein Hoti..

(7)
Kabhi Socha Na Tha Ki..
Muskurane ki Aadat Bhi Kitni Mehngi Padegi Humko..,
Chhod Diya Sabne Ye Soch Kar Ke Hum To Akele Bhi Khush Rehe Lenge..!

(8)
Ajab Paheliya Hai Mere In Hathon Ki Laakiron Mein,
Safar To Likha Hai Magar Manzeelon Ka Nishaan Nahi!!

(9)
Jab Hum Chhote the to Jor se Rote the Jo Pasand Hota Use Pane ke Liye,
Ab Jab Bade ho gaye to Sabse Chupke Rote he Jo Pasand he Use Bhulane ke Liye..

(10)
Wo Sach Kehte The ki Tumhari Muskurahaat Bahot Achhchhi Hai,
Ab Pata Chala, Wo Sach Hi Kehte The,
Isiliye To Apne Saath Mujhe Nahi Meri Muskurahaat Ko Le Gaye..!

(11)
Usne Kaha Tha Mujhe Aankhen Bhaar Ke Dekha Karo,
Yaaron…,

Aab Aankh To Bhaar Aati Hai Par Wo Nazaar Nahi Aate…

(12)
Pyaar Mein Log Bahut Mazboot Ho Jatey Hai Aur Bahut Kaamzor Bhi,
Mazboot Itne ki Duniya Se Laad Jate Hai,

Aur Kaamzor Itne ki Sirf Wo Ek Insaan ke Bina Nahi Reh Paatey..

(13)
Mujhe Bhula Kar Sona to Teri Aadat Si Ho Gai Hai…,
Kisi Din Hum So Gaye to Tujhe Neend Se Nafraat Ho Jayegi..!!
Pagliiii….

(14)
“Agar Mil Jaye Uljhano se Fursaat to Zara Sochnaa…”
Ki…,

“Kya Sirf Fursaton Mein Yaad Karne Taak ka Rishtaa Hai Hum Se..!!??

(15)
So Jata Hai Har Koi Aapne Aanewale Kal ke Liye,
Par Koi Ye Nahi Sochtaa ki,
‘Aaj Humne Jiska Dil Dukhaya Hai,

Wo Soya Hoga Ya Nahi…!’

(16)
Nazare Usse Milaau to Wo Sharminda Na Karde,
Izahar Karu to Kahin Wo Inkaar Na Karde,
Meri Laash ke Paas Na Bithaana Use,
Yaaron…,
Darr He Kahin Wo Chhu Kar Mujhe Zinda Na Karde…!!

(17)
Sirf,
Ehsaas Badaal Jaatey Hai Duniya Main,
Warna..,
‘MOHABBAT’
Aur
‘NAFRAAT’ Ek Hi Dil Se Hoti Hai….!!

(18)
Apni Taqdeer Mein to Kuch Aise Hi Silsiley Likhe Hai,
“Kisi Ne Waqt Gujhar ne Ke Liye Pyaar Kar Liya,

‘To Kisi Ne Pyaar Karke Waqt Gujhar liya…”

(19)
Saach Kaha Hai Kisine,
Aksar Waqt ke Saath Har Koi Badaal Jata Hai,
Par Galti Uski Nahi Hoti Hai Jo Badaal Jata Hai,

Galti To Uski Hoti Hai Jo Pehle Jaisa Hi Reh Jata Hai..

(20)
Dil To Karta Hai Zindagi Ko Kisi Qaatil Ke Hawaale Kar Du..,

Judaai Mein Yun Roz - Roz Ka Marnaa Mujhe Achchaa Nahi Lagta…

(21)
Chaalo Manaa ki Humein Pyaar ka Izhaar karna Nahi Aata,

Jazbat Na Samaaj Sako Itney Nadaan To Tum Bhi Nahi…

(22)
Keh Do Usse Judaai Azeez Hai To Ruuth Jayein,

Woh Jee Saktey Hai To Hum Maarr Bhi Saktey Hai..

(23)
Kya khub Kaha Hai Kisine..,
Waqt Achcha To Jarur Aata Hai…
.
Magar Waqt Par Nahi Aata!!!

(24)
Maut to Naam Se Badnaam Hai..,
Ae Dost, Warna…
Takleef To Zindagi Hi Jyadaa Deti Hai..!!

(25)
Bachpaan Se Yun hi Rakhte Rahe Dil Saaf Apna,

Tab Pataa Nahi Tha ki Yahan Kimmaat Toh Chahere ki Hoti Hai Dil ki Nahi..!

(26)
Agar Maloom Hota Tujhe Chahne ki Itni Baadi Sazaa Hogi..!!
Khuda ki Kasaam ‘Pehle Sazaa Paa Lete..,

Phiirr Tujhe Aapna Banaa Lete..’

(27)
Tamaam Umar Isi Baat ka Gharoor Raha Mujhe..,

“Kisi Ne Mujh Se Kaha Tha ke Hum Tumhare Hain..”

(28)
Wo is Chaah Mein Rehte Hai ki Hum Unko Unse Maange,

Aur Hum Iss Ghuroor Mein Rehte Hai ki Hum Aapni Hi Chiiz Kyu Maange..!!

(29)
Meri Paalkon ka Ab Neend se Koi Tal’luqq Nahi Rahaa..,

Mera Koun Hai Iss Soch Mein Raat Gujhaar Jaati Hai..!

(30)
Ajeeb Hai Mere Dil ki Daastann..
“Jo Shaakhs Mera Hona Nahi Chahta,

Main Use Khonaa Nahi Chaahta”..!!

(31)
Socha thaa ki Wo Baahot Toot Kar Chahega Humein,
Lekin Ye Kya Sitaam Hai ki..,
“Socha” Bhi Humney,
“Chaaha” Bhi Humney,
Aur..

“Toot” Bhi Hum Gaye..

(32)
Jise Aap Sabse Jyada Chaho,
Use Zindagi me Kabhi Mat Azmana,
Kyuki..,
Agar Wo Gunehgaar Bhi Nikla,

Tab Bhi Dil Apka hi Tutega..!!

(33)
Mohabbat bhi Tune Kaisi Aajab Cheez Banai Hai..
Ae Khuda..!
Tere hi Darbaar me, Tere hi Insaan, Tere hi Saamne..

Rote Hai Kisi Aur ke Liye..!

(34)
Khuda Ka Shukar He Ki,
Aansu Be-Raang Hote Hai,
Warna Raaton Ko Bheeg Jaane Wali Palkein,

Najane Kitne Raaz Bayan Kar Dete.!!

(35)
Ajeeb Rasm Hai Duniya ki,
Kehte Hai Sabse Mil-Jul kar Raho,
Pyaar Mohabbat Se Raho,
Aur Jab Kisise Pyaar Ho Jaye,

To Kehte Hai Inn Sabse Dur Raho..

(36)
Hamesha Unhi ke Saath Mat Rahiye Jo Aapko Khush Rakhte Hai,

Kabhi Unke Pass Bhi Rahiye Jo Aapke Bigair Mayus Rehte Hai..

(37)
Suna Hai ki Jab Wo Mayus Hote Hai tab Humein Bahut Yaad kiya Karte Hai,
Ae Khuda ..Tu Hi Baata,

Ab Duaa Uski ‘Khushi’ Karu Ya ‘Mayusi’ Ki..!!

(38)
Us Shakhs ko Mera Ehsaas to Hai,
Bedard Hi Sahi Woh Mera Hamraaz to Hai,
Ayega Ek Din Mere Paas Wapas,

Jhoothi hi Sahi Ek Aas to Hai..!

(39)
“Kisi ko Paney Ke Liye Hamari Sari Khubiya Bhi Kamm Pad Jati Hai,
Aur

Kisi ko Khoney Ke Liye Ek Kaami Hi Kaaffi Hai..”

(40)
Kabhi Soch ke Dekho…
Agar “Kisi se Judaa Hona Itna Aasan Hota,

To Jism Se Rooh Ko Lene Kabhi Bhi Farishtey Nahi Aate..!!!”

(41)
Majboori Mein Jab Koi Judaa Hota Hai,
Jaruri Nahi ki Wo Bewaafa Hota Hai,
De Kar Tumhari Aankho Mein Aansu,

Chupke Se Wo Kahi Tumse Bhi Jyaada Rota Hai.

(42)
Kaash ke Unko Kabhi Fursaat Mein Yeh Khayal Aa Jayein,
Ke Koi Yaad Karta Hai Unhe Zindagi Samaj Kaar..!
The Best Heart Touching SMS Collection
The Best Heart Touching SMS Collection
The Best Heart Touching SMS Collection
The Best Heart Touching SMS Collection
The Best Heart Touching SMS Collection
The Best Heart Touching SMS Collection
The Best Heart Touching SMS Collection
The Best Heart Touching SMS Collection
The Best Heart Touching SMS Collection
The Best Heart Touching SMS Collection
The Best Heart Touching SMS Collection

No comments:

Post a Comment