Wednesday, 25 September 2013

Dard shayari

Dard shayari Definition

Source(Google.com.pk)
Nahi Ishq Ka Dard Lazzat Se Khaali,
Jissay Zouq Ha Wo Maza Janta Hai.

Tumhare pass nahin to phir kis ke pass hai.,?
Woh toot’ta Huwa dil akhir Gaya Kahan.?

Yahaan Mazdoor ko marney ki jaldi Yun bhi hai,
Ke zindagi ki kashmakash main kafan mehnga na ho jaye..

Bohat Nazdeek Ho Ke Bhi Wo Itna Door Hai Mujhse,
Ishara Ho NahI Sakta, Pukaara Ja Nahi Sakta….!!

Kon aaye ga ab aay dil tujh ko tasalli denay,
Teri udas tabiyat ki khabar kis ko hai…..! :(

Tehreer me simat’tay hain kahan dilon k dard,
behla raha hun khud ko zara kaghazon k sath..! —

Lo phir meri neend ka imtehaan,
Iss baar bhi khabon mai layengi aapko.

Tumhari baat lambi hai daleel’en hain bahanay hain,
Hamari baat itni hai hamari aarzoo tum ho…

Bun K Aanso Tumhari Yaad Phir Umadd Aayi,
Phir Wohi Shaam, Wohi Dard, Wohi Tanhai..

Mai uski zindagi se chali jaon ye uski dua thi,
Aur uski har dua kabool ho ye meri dua thi….

Ham Ne Kanton Ko Bhi Bari Narmi Se Chua Hai,
Log Kitny Bedard Hain Pholon Ko Masal Dety Hain..

Chehra bataa raha tha ke maara hai bhook ne,
Sub loog keh rahay thay ke kuch kha ke mar gaya..

Kitney Tohfey Deti Hai Ye Mohabbat Bhi ” Yar”
Dukh Alag Ruswai Alag, Judai Alag, Tanhai Alag..

Aaye khuda kiya cheez mohabbat tu ne banai hai,
Kisi ko yeh mil jati hai aur koi sehta umar bhar ki tanhai hai,
Saath chalne ke khawab dekhte hain Jo log mohabbat main,
Koi paa leta hai apni manzil ko aur koi sehta Umar bhar ki judaai hai..

Janaab-e-Ishq Kartay Hain Karam Kuch Khaas Loogon Per,
Har Insaan Ke Muqaddar Mein Ruswaayi Tou Nahi Hoti…

Bikta Tou Nahi Hun, Na Mere Daam Bohat Hain,
Rastay Mein Para Hun Ke Utha Le Koi Aa Kar….

Chand siko’n mein bikta hai yahan insaan ka zameer,
Kaun kehta hai mere mulk mein mehengayi bohat hai…

Khilonay Paa Liye Hain Mein Ne Laikin,
Mere Andar Ka Bacha Mar Raha Hai..

Ro Gay Boht Hum Se Bichar Key Maan Lo,
Ye ishq Key Sajday Hain Qazaa Soch Key Kerna..

Lehron se khailna to sagar ka shoq hai,
Lagti hai chott kaise, kinaroon se poochiye…

Hum Ne Kab Manga Hai Tum Se Apni Wafaon Ka Silaa..
Bas Dard Detey Raha Karo “MOHABBAT” Barhti Jae Ge..

Badnam kerty haan loog humain jinkay naam say,
Khuda kasam jee bhar kay dykha bi nai humnay ussy..

Ab sanwarty raho bla se meri,
Dil ne sarkar khud-kushi kr li…!!!

Meri aankhon me dard-e-muflisi baqi hai abhi……
Ranj-o-gham, mehr-o-wafa, dillagi baqi hai abhi..!


Bekhudi Le Gayi Kahan Hum Ko,
Der Se Intezaar Hai Apna,
Rote Phirte Hai Sari Sari Raat,
Ab Yehi Rozgaar Hai Apna..

Aye Raat Sony Dy Youn Tang Na Kia Kr,,
Bekaar Sawalon Main Paband Na Kia Kr_,,

Iss Ke Siwa Aur Bhi Zamany Ke Kaam Hain,,
Tu Mere Khayalat Be_Dhang Na Kia Kr_,,

Dunia Main Aur Log Bhi Basty Hain Tanha,,
Tu Sirf Mere Sath Hi Jang Na Kia Kr_,,

Aey Raat Sony Dy Youn Tang Na kia kr_,,
Mazboot hon, pr itni bhee nahi hon,,

Dunia ke sabhi gham to mere sang na kia kr_,,
Aey Raat Sony Dy,, Youn Tang Na Kiya Kar..

Tooti jogar ke jheel ke darpan pay ek kiran
moj-e saba ny rooh mai kanta chobo diya

Toot jata hy tu sur or bhi lo dety hay
dil jisy kehtain hy wo saz hy juda sab sy

Tooti fasil-e-lab na dar chasme wa hawa
ghut ghtu kar mar gia mery andar ka admi

Thokar sy mera paon zakhmi tu howa zaroor
rasty mai jo kharda tha wo khosar hat gia

Toot gia jab dil ka rishta,ab kuin rezy chunti ho
rezon sy bhi kabhi kesi ny shesha phir banaya hy

Tu mery ek hi gham ko jo ordh ly tan par
mai tery sary dukhon ka libas ho jaon

Tord kar khud apny haton khuwab ke sab aeyny
nagy paon karchiyon par ghomna kesa laga

Tumhara kia hy tumhey tu bas bazi sy taluq hy wajbi sa
ye khail hy meri zindagi ka, ka mera jo kuch hy dao par hy

Tamam umar hi guzri hy dastaken suntay
hamey tu ras na aya khud apny ghar rehna

yaksaan kabhi kisi ki zamanay main
yaadsh bakheer bethay thay kal aashiaanay main

jahal hurd nay dn ya dikhaaya
ghat gaya insaan barh gya saaya

qismat to dekh tooti hai jaa kar kamad kahaan
do chaar haath jab k lab baam rah gaya

zindagi phr jannanay ki koshish karnay kay baad
srf ya jana yahan kuch jan-na mumkn nahee

hum taalib e shuhrat hain humain nng sa kia kaam
bdnaam agr hoon gay to kia naam na ho ga

ya kah kar chertay hain jwanaan-e-makeeda
maael tumhain slaam kha hay bhaar nay

dhoondoo gay hamain mulqoon mulqoon , milain gay naheen nayaab hain hm
tabeer hai js ki hasrat o gham, aay hum nafsoon wo huwaab hain hum

kafiaat chasm iski mujhe yaad hai sooda
saaghr ko maray haath say lena kahh chala main

hazaaroon laakhon hoobaan main sanam mera chalay yoon kar
sitaaroon main chalay joon mahtaab aahista aahista

tum to soo baar maan jao gay
dil hamara bahl nahi sakta

dkh ki baatain meri baatain
sukh ki baatain sab ki baatain

Khamosh zubaan par talkhi aahi jati hai,
Dard apnon ne dia ho tu yah batain aahi jati hai..

Ek din tu meri roh ke zakhmo ka hal poch
ek pal qadam tu rook, palat kar kalam kar

Peeti rahi hy chandni muje ko tamam shab
shbnam ki aanch paird ki chaon may qaid hy

Piyar ki shakh tu jaldi samar lay ai
dard ke phool bardi dair may ja kar niklay

Panyon ki nazar ho jata ho  khud kagaz ki kashti ki tarah
jis tarah phir moj lay jati hy muje ko us taraf behta ho may

Palat ke any wala shaks koi or hota hy
bichardny waly tu loot ke aya nay jata

Pehly to sary ghar may esay dhondti rahi
phir mery sath sisakny lagi raat

Phard phrdata hy jo din raat mery seny may
ab yahi ek parinda hy reha karny ko

Bikhar raha hy fizaon may shor-e tanhai
utar rahi hy ajab khamoshi darichon sy

Bunyad rakho tu koi bunyad hy dushman
dewar uthata ho tu dewar mukhalif

Ankhe udas tash ke paty thy hat may
kherat ki tarah meri taqdeer bat gy

Admi par wo karda waqt bhi ata hy ke jab
sans leny may pas dewar qafs jata hy

En angno may hay Barso sy ek sy din raat
Yahi ruka howa lamha har ek makan may hy

Uthy tu sary zamany ki ban gy awaz
Dabye tu abro apni dabo gy alfaz

dkh ki baatain meri baatain
sukh ki baatain sab ki baatain

Khamosh zubaan par talkhi aahi jati hai,
Dard apnon ne dia ho tu yah batain aahi jati hai..

Ek din tu meri roh ke zakhmo ka hal poch
ek pal qadam tu rook, palat kar kalam kar

Peeti rahi hy chandni muje ko tamam shab
shbnam ki aanch paird ki chaon may qaid hy

Piyar ki shakh tu jaldi samar lay ai
dard ke phool bardi dair may ja kar niklay

Panyon ki nazar ho jata ho  khud kagaz ki kashti ki tarah
jis tarah phir moj lay jati hy muje ko us taraf behta ho may

Palat ke any wala shaks koi or hota hy
bichardny waly tu loot ke aya nay jata

Pehly to sary ghar may esay dhondti rahi
phir mery sath sisakny lagi raat

Phard phrdata hy jo din raat mery seny may
ab yahi ek parinda hy reha karny ko

Bikhar raha hy fizaon may shor-e tanhai
utar rahi hy ajab khamoshi darichon sy

Bunyad rakho tu koi bunyad hy dushman
dewar uthata ho tu dewar mukhalif

Ankhe udas tash ke paty thy hat may
kherat ki tarah meri taqdeer bat gy

Admi par wo karda waqt bhi ata hy ke jab
sans leny may pas dewar qafs jata hy

En angno may hay Barso sy ek sy din raat
Yahi ruka howa lamha har ek makan may hy

Uthy tu sary zamany ki ban gy awaz
Dabye tu abro apni dabo gy alfaz
Dard shayari 
Dard shayari 
Dard shayari 
Dard shayari 
Dard shayari 
Dard shayari 
Dard shayari 
Dard shayari 
Dard shayari 
Dard shayari 
Dard shayari 

No comments:

Post a Comment